Kar Chalna Shuru Tu Lyrics – “EK MAIN AUR EK TU”

1055
Rate
Thanks!
An error occurred!

Kar Chalna Shuru Tu Song:

Movie/Album: Ek Main Aur Ekk Tu
Music Director: Amit Trivedi
Singer(s): Vishal Dadlani & Shilpa Rao
Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Lyrics

Jo hua hai woh hota hai
Jo hona hai woh hona hai
Jo tere bas mein baatein hai
Unhe khamakha kyun khona hai
Ho jitni bhi hai jitni bhi hai, umeedein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe
Kar chalna shuru tu

Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ho kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain

Ek main aur ekk tu – 2

Nazariya dono ka
Miley na miley
Kadar dono ko hai dono ki
Safar tay yeh kare, saath mein bhale
Alag hai manzilein dono ki
Tukda tukda dhoop ho
Chaahe chutki bharke chaaon bhi
Baraabari se baatein ho zaroorat jo jis tarah ki

Ho jitni bhi hai jitni bhi hai, koshishein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe

Kar chalna shuru tu, shuru tu
Mudhke naa dekh tu, naa dekh mudke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain, sahin hain sahin hain

Ek main aur ekk tu – 2

Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain

Ek main aur ekk tu – 2

Jo socha hai kab hota hai
Yehi hamesha ka rona hai
Soche bin mil jaaye jo
Usse khamakha kyun khona hai
Hmm jitni mile jitni mile, raahatein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe


Click Here for other songs lyrics from the album Ek Main Aur Ekk Tu
VN:F [1.9.13_1145]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
VN:F [1.9.13_1145]
Rating: 0 (from 0 votes)

Aahatein Lyrics – “EK MAIN AUR EK TU”

1052
Rate
Thanks!
An error occurred!

Aahatein Song:

Movie/Album: Ek Main Aur Ekk Tu
Music Director: Amit Trivedi
Singer(s): Karthik & Shilpa Rao
Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Lyrics

Choti choti baatein, yunhi aate jaate
Yaadein sehlaake jaati hain
Raaton ko sirhaane, baasi muskaane
Mujhko sulaake jaati hai
Milna nahin hai mumkin, itna batao lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain

( Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai ) – 2

Maine nahin jaana, tune nahin jaana
Jaane anjaane jo hua
Kuch toh hua jo, mujhko hua na
Tujhko magar kyun hua
Galti nahin hai teri, galti nahin hai meri
Phir bhi gile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai (wahi hai), par kuch kami hai (kami hai)
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai, nahin hai

( Teri aahatein nahin hai, aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai ) – 2

Kyun, kyun nahin hai


Click Here for other songs lyrics from the album Ek Main Aur Ekk Tu
VN:F [1.9.13_1145]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
VN:F [1.9.13_1145]
Rating: 0 (from 0 votes)